– Hussain (a) –

زیرِ خنجر بھی حسین ابنِ علی (ع)۔
ہم غریبوں کی خبر رکھتے ہیں
محسن نقوی –

Zeir'e khanjar bhi Hussain ibn'e Ali (a)
Hum ghareeboN ki khabr rakhtey haiN
– Mohsin Naqvi

Medium : Pencil
Size : 3 x 6 in
– Hermione - Lovely - Granger –

From bookish Muggle-born to one of Gryffindor!

One of the most amazing lessons I've learned from Hermione's character is :
"It's leviOsa, not levioSA"
– Oh Jesus! –
– TUM –

Waaiz, mimbar aur saheefah sab kuch hi 'Tum' ko maana
Maey muhabbat, saaqi tum, paemanah mera dil janaaN
– Jahangeer Zaidi

واعظ , منمبر اور صحیفہ سب کچھ ہی 'تم' کو مانا
مئے محبت , ساقی تم , پیمانہ میرا دل جاناں
جہانگیر زیدی –
– Wedding Anniversary of Janab'e Fatemah (s)'o Imam Ali (a) mubarak ( 1st Zil'hajj ) –

"She was not just a wife to Ali (a). Ali (a) looked upon her as a friend, a friend who was familiar with his pains and his great wishes. She was his endless refugee, the who listened to his secrets. She was the only companion of his lonliness."
– Dr. Ali Shariati
– The Boy Who Lived –

Today, July 31st, marks the birthday of both J.K. Rowling and her famous character Harry Potter.
– Portrait of Rumi –

I'm reading The Forty Rules Of Love these days, as many of you might've guessed and thats how I see the great Mawlana Jalal ud-Din Rumi. Though I wanted to draw Shah Shams Tabriz before the Mawlana but couldn't help drawing him first.
– Eleven days to Eleven –

To witness the darkness, you must turn the world "Upside Down".
HINT : Turn your mobile upside down.
– Hindi Type Series (01) –

मौला.....Maula
अली.....Ali

Ali (a) ki shaan ka aalam meiN phir Walee na bana
Nabi (s) k Ilm ka Darr, mazhar'e Jalee na bana
Qasam Khuda ki, tasadduq, bashar ki kya taaqat
Banaya Haq ney bhi tou Bu Ali (r), Ali (a) na bana!

Aey Murtaza (a), Imam'e zamaN, Sheir'e Kirdegar (1)
IrfaaN ki saltanat meiN naheeN tujh sa taajdar
Teri ada'e harb (2) ka, Allah rey, waqar!
Ik zarb pey ibadat'e saqlaen hai nisar

Tu khandazan hai fitna'e Badr'o Hunain par
Peghambari ko naaz hai terey Hussain (a) par

May Allah's peace and blessings be upon Prophet Muhummed (s) and his Holy Projeny.

(1) Sheir'e Kirdegar : "Lion Of God" is one of his blessed titles.
(2) Ada'e Harb : Jang ka tareeqa
– Ehl'e Kufa –

آ تو جاؤں مگر تمہارے خط
اہلِ کوفہ سے مِلتے جُلتے ہیں

Aa tou jaauN magar tumharey khatt
Ehl'e Kufa sey miltey jultey haiN

Kufa is a city in Iraq. Centuries ago, in 680 AD, it's people asked Imam Hussain (a) to come and help them against the tyrant yazeed and his oppression but Kufis afterwards betrayed him which resulted in the Imam and his 72 other companions' merciless martyrdom in Karbala.
– Sarkar'e Abutalib (a) –

First of all, im dedicating this little piece of art to my late cousin brother, Syed Jauhar Hasnain. May Allah bless him with the company of the Ahlulbayt (a) of the Holy Prophet (s). Ameen.

Kia har kaam usi ki riza meiN raazi reh kar
Khuda ke deen ki khaatir hazaroN sadmay seh kar
Karey har damm shukrana Abutalib (a) ka gharana

Risaalat ho k imamat, wilayat ho ke taharat
Shafa'at ho k sadaqat sakhawat ho k shuja'at
Har ik azmat ka thikana Abutalib (a) ka gharana

Kadi mimbar tay kharkay kadi maidan tay lar kay
Kadi nezey tay charh k kadi khutbey parh parh k
Sikhaway deen bachana Abutalib (a) ka gharana
– For A Friend –
– Happy Birthday Adnan Ali –
– Hazrat'e Ishq –

!جب تم کربلا جانا تو حضرت عشق (ع) کو سلام کہنا
بندہ قمبر –

Jab tum Karbala jaana tou Hazrat’e Ishq (a) ko salaam kehna.
– Banda’e Qambar

Farsh se wasee aur arsh se buland zaat’e miohtaram Abalfazl al-Abbas (a) k darbar mein meri taraf se khaak k aik zarrey k barabar nazrana. Yeh woh hastee hain k jinka naam aatey hi Imam Zain ul-Abideen (a) apni nashist se buland hojatey thay aur inki zaat’e mutahar pe salaam bhejtey thay.
– ALAM (Flag) –

Medaan'e Khebar mein yeh Alam Dast'e Rasool Allah (s) se Dast'e Sheir'e Khuda (a) mein aya. Unho ney yeh apney betey Abalfazl Abbas (a) ko sonpa aur ab is hi Alam ki Shabeeh un Hazrat k laakhon paruwon k haathon mein hai aur roz'e mehshar tak rahega.

Abbas'e naamwar k lahu se dhula hua
Ab bhi Hussainiat ka Alam hai khula hua
– Hazrat'e Josh Maleehabadi

Alam's Reference Image Courtesy Nasra Nasrullah
– Hello –

It's simple. The middle-finger here is saying Hello written in Urdu language.
– Calibri is Our Qaumi (National) Font –

A little tribute to this beautiful typeface which has never been much appreciated by us BUT then came a day when it made our PM Nawaz, EX-PM Nawaz.
Sketchbook
Published:

Sketchbook

A collection of my pencil sketches

Published: